In this track, I’ve flipped the legendary sample “Main Hoon Don” from the iconic movie Don. The song delves into the duality of Don’s persona, exploring two sides of his character while revealing who the real Don is for me. With its sharp lyrics and homage to a classic, this track is a lyrical journey of identity and power.
Credits
Track Name: Main Hoon Don - The Hustle Flip
Written & Performed By: @99side
Music Producer: Aditya Pushkarna
Primary Artist: @99side
Track Name: Main Hoon Don - The Hustle Flip
Singer/Performed By/Cast: @99side
Lyricist/Written By: @99side
Music Produced By: Aditya Pushkarna
Co-Composer: Aditya Pushkarna
Music Label: Saregama
Genre: Hip Hop
Sub-Genre: Rap
Language:Hindi
Country of Origin/Source: India
Follow Kaanphod to know more:
???? Subscribe to KaanPhod : https://www.youtube.com/@KaanPhodMusic
???? Like us on Facebook: https://www.facebook.com/kaanphod
???? Follow us on X: https://x.com/kaanphodmusic?s=11
???? Follow us on Instagram: https://www.instagram.com/kaanphodmusic/
Lyrics
@99side
Log poochhe ki 99 kaun hai
99 rapper nahi Don hai
Mujhe sunti woh janta bhi form mein
Mere area ka baccha bhi Don hai
Log poochhe ki 99 kaun hai kaun hai
99 rapper nahi Don hai don hai
sunti woh janta bhi form mein
Mere area ka baccha bhi Don Don
Sab ho Gayele chaka-chaund
Dhol aani Taasha aahe on
99 rapper nahi Don
Jab kar raha tha struggle tab poochhe nahi
abhi sab ho Gayele chaka-chaund
Dhol aani Taasha aahe on
99 rapper nahi Don
Jab kar raha tha struggle tab poochhe nahi
abhi sab ho gayele…
Hum se lafde matlab
tere Ghar ke darwaaze pe
Poochhe tere Ghar pe beta kahan pe tumhara
Bola tha main usko de Bachchan kam
Karde parcel tujhe Bamanwada se Parsiwada
Chhote matt sar dard bann
Sunn Jaan
mere dil se khilwaad
toh doosre hi din teri dhadkan bandh
bhai log-ich hai mere Angrakshak
Mangalsutra jaise aate gardan tak
Gang meri Architech oopar se vaar nahi
Interior banaate Andar tak
Ninyanave navat pan majha sathi shambhar
honya sathi taiyyar shambhar jan Mera circle
karey gram ki panchayat jaise ho koi sarpanch hum
Tu nahi hai rapper tere bar se tu bartan manj
Mere Dil mein sapne zyaada Dhadkan Kam
Poochhe woh mujhe kaise jeeta roz hai tadap kar
main bolun usko aata jahan se
wahan jeena padta roz hai marr marr kar
Jahan bacchon ke haathon mein
nashe hathiyar dekhe bole ja ke ja…
Siyaahi se Kasai likhai mein hai sacchai
Kala hi meri Gawaahi
Kala hi yeh bechunga hogi karodon ki kamaai
Hoon main maut ki parchhai
Main dawai aur tabahi
Jaise baatein hain ml pe aayi
Sadkaun pe Kaaton main toh sadkaun ka Bhai
Tujhe de doon main cutting par hoga na woh chai
Kitne varshon se mere purse mein pade rhyme
Lage fresh bhale parosun main parso ke rhyme
Karey Parkour rhyme
Jab Parker pen se main paar karoon rhyme
Gaane likhte waqt main jaata hoon anshan pe
isliye gaane mujhe mahatma banaye
Saare rappers kehte married to the game
par lagte yeh Ghar ke jamai
Likhawat itni khoobsurat
Shah Jahan hota toh kaat deta meri kalaai
Mere liye don matlab gunehgaari nahi
mere liye don matlab
jo apno ke saath apne oopar le ke jaata hai
mere liye har ek woh baccha don hai
jo jhopadpatti se
apne maa baap ko baahar nikaalna chaahta hai
Sunn
Dekh ghar itna chhota
hum reh Rahe nahi kamron mein
Hum jee rahe qabron mein
Paisa hai aam
main chaahta hoon apno ke zakhmon ko
nehla doon khushiyon ke ashqon se
Jo khud ki hi soch
khud ko noche toh aata nahi mazaa
inn gairon ne diye hue zakhmon mein
Main jee raha inn sapno ke liye
par hazaar dafa marr chuka
khud ke hi sapno mein
Mere log lete saansein Kam Jaanein zyaada
aur nashe ki mehak unke phephadon mein
jo ki peshe se gunehgaar
Par Kiya hai dekho khud ka hi qatal yahan inhone
main na chaahta mere basti ke bacchon ki ginti
ho jaaye inn jaison mein
Main dekhna chaahta Naya Ambedkar
Tendulkar mere har basti ke bacche mein
Aksar mein akshar ke beech
Sapno ke chakkar mein bhool gaya main neend
Khareed loonga saari raatein
Jin raaton ko mera baap soya nahi
sukoon ki neend
Khareed loonga saari Sareeyaan maa ke liye bhi
aur pyaari Maasi ke liye bhi
Khareed na chaahta Main woh maa ki muskurahat
jo mujhe saalon se nahi dikhi
Sunn Bambai ka finest main
Wata intro batata climax
main Uska beta maara leke chhura paet mein
uski maa nahi kar paa rahi maut digest hai
Naam nahi chahiye inn fileon mein
Nashe aur lafde mein ghayal hoke
Bann na mujhe biggest hai
Jaise mere paeron ko elephantiasis hai
Log poochhe ki 99 kaun hai
99 rapper nahi Don hai
Mujhe sunti woh janta bhi form mein
Mere area ka baccha bhi Don hai
Log poochhe ki 99 kaun hai kaun hai
99 rapper nahi Don hai don hai
sunti woh janta bhi form mein
Mere area ka baccha bhi Don Don
Sab ho gayele chaka-chaund
Dhol aani Taasha aahe on
#RoyalEnfieldHunter MTV Hustle 4 Hip-Hop, Don’t Stop, Co-Powered by #Wildstone #boAtLifestyle & #WokTokByVeeba. Every Sat-Sun 7PM only on @mtvindia & @officialjiocinema.

Comments